hello dostoo men md jabed aap ka swagat hai hamare ek naye blog me to dostoo aaj ka jo blog(artical) hai wo GMAIL ID ki help se kisis ko photo kesse bhejen agar aaap ye janna ya shikhna chahte hain to is blog ke lst tak bane rahe tabhi aap sahi se kisi ko GMAIL ID ki help se kisi ko bhi aashani se aap bhi bhej payenge to chaliye aaj ka ye artical start karte hain
GMAIL ID ki help se kisi ko photo kesse bhejen
(*) kisi ko bhi GMAIL ID ki madad se photo bhejne ke liye aapke computer & laptop me chrome browser ko open karna hoga jo kuchh is tarah ka dikhega
(*) uske bad chrome browser ke right side men ek aapke profile icon ke left side me ek icon hai jo mene upar image me red colou round up kar diya hai us pe asapko click karna hai jiske bad ek naya vindo open hoga jo kuchh is tarah ka hoga
(*) is indo men aapko GMAIL ID app ka icon dikhega jispe aapko click karna hoga jiske bad ek naya vindo open hoga jiske bad ek naya vindo open hoga jo kuchh is tarah ka dikhega
(*) is vindo men aapko left side top me aapko ek chompose ka (+) ka icon dikhega aapko usi compose pe click karna hoga jis ke bad ek naya vindo open hoga jo kuchh is tarah ka dikhega
(*) is vindo me aapko sabse top me TO wale section me aapko us aadmi ka GMAIL ID fill (likhen) jisko aap apna photo bhejna chahte hai
uske bad aapko top me TO wale section ke just niche aapko SUBJECT ka section milega aapko subject wale section me us photo ki jankari likhna hoga taki wo jise aap photo aap bhej rahe hai wo samajh jaye ki ye photo aapki kis tarah ki hai
jesse:- agar aap apni photo ko bhej rahe hai to subject me (my imagey,my best image )
uske bad photo add karne ke liye aapko isi vindo me bottom me image ka icon dikhega aapko usi image wale icon pe click karna hoga uske bad ek naye vindow open hoga
(*) uske bad ye aapki sabhi photo aapke samne la dega us sabhi photo me se aapko jis jis photo bko bhejna hai aapko un sabhi photo pe click karna hoga photo pe click karne ke bad aapko niche bottom left side me ek INSERT option dikh jayega aapko usi insert option pe click karna
insert wale opctionpe click karne ke bad aapke samne fir se ek naya vindow open hoga jo kuchh aessa dikhega
(*) is vindo me aapko niche bottom left side me send ka option milega aapko usi SEND wale option pe click karna hoga
ab kuchh hi second me ye photo us aadmi ke pass chala jayega jis ko aap bhej rahe the
aapko mera bataya gaya idea kessa laga agar achha laga to blog ko like our kuchh galati huei hai to comment karke jarur batayen men us galati ko sahi kar lunga
blog ko pura padhne ke liye thank you so much
agar ye blog achha laga to aap isko apne whatsapp gruop our socal midia pe share karten
CHORI YA GUM HO GAYA HAI AAPKA MOBILE :-https://draft.blogger.com/blog/post/edit/5447955349903734091/1363563523976219050
APNE MOBILE KO COMPUTER &LAPTOP KA MOUSE & KEYWORD BANAYE :-https://draft.blogger.com/blog/post/edit/5447955349903734091/2217418065344267744